Lakhan ko log diwana kahte hain duniya
pagal samajhta hai
Magar uski bechaini ko bas kewal
Bhagwan hi samajhta hai
Main kayse unse door ho gaya yeh raz koi
nahi samajhta hai
74 Dr Ram Lakhan Prasad
Love Is Fire Love Is Flame
Yehi toh kudrat ki wo karishma hai jise koi
nahi samajhta hai
Jeewan mein pyaar hi ek ehsaas hai jisko
insaan samajhta hai
Dildaar ka chala jaana wo dard hai jise
Lakhan hi samajhta hai
Is duniya mein Laila ki diwangi ko kewal
majnu hi samajhta hai
Lekin mere aankhon ke inn aansoowo ko
ab kawn samajhta hai
Jo dekhne mein moti hain par jamana
inko paani samajhta hai
Saroj jo mere paas hoti toh koi hota jo
mera dard samajhta hai
75 Dr Ram Lakhan Prasad
Love Is Fire Love Is Flame