Tanhaai - An Accolade and a Homage to Saroj by Dr Ram Lakhan Prasad - HTML preview

PLEASE NOTE: This is an HTML preview only and some elements such as links or page numbers may be incorrect.
Download the book in PDF, ePub, Kindle for a complete version.

PYAAR KA PAHELA KHAT

 

Jab pyaar ka pahela khat likha toh bahut

waqt laga tha

Jayse naye parindon ko udney mein kuchh

waqt laga tha 

Kewal paaney ki baat nahi thi unko, unke

jigar tak jaana tha 

Iss lambi doori ko tay karne mein hamko

bahut waqt laga tha 

Dar tha ki gaanth na lag 26ura b26 pawitr

rishta banana tha 

Iss rishte ko sajaane mein premi ko bahut

waqt lagta tha 

Rishte ban gaye jindgi chalti rahi bada aanand

aataa tha 

 

Meri mehbooba jab chal basi toh mujhko

bahut dard hua tha 

Apne jakhmi dil ki ilaaz ko dhoondhne mein

bahut waqt laga tha

Mere gahare jakhmo ko bharne mein bahut

waqt laga tha 

Ab Lakhan apne Saroj ke madhur yaadon pe

jeer aha hai

Unke 26ura b sunahare baaton ko yaad kar

26ura b26 chalta hai.