When The Going Gets Tough, The Tough Gets Going by Dr Ram Lakhan Prasad - HTML preview

PLEASE NOTE: This is an HTML preview only and some elements such as links or page numbers may be incorrect.
Download the book in PDF, ePub, Kindle for a complete version.

Khoobsoorati Kudrat Ka

Likhawat Hai

 

Aaaj  jab sundarta ki  baat chhi d gai  toh kahena padta hai 

Muj h ko sundarta bi na shri ngaar ke hi  achha l agta hai

Unki  saadgi  par j aan deta raha aur sada pyaar aata hai

Yeh toh zhoot hai  ki  shri ngaar ke bi na pyaar adhoora hai

Waastwi k sundarta hamare hri day ki  pawi trata mei n hai

Mere l i ye sundarata wahi  raha j o mera kal yaankaari  hai

Ati shay sundarta hamko bhayaanak theas pahunchati  hai 

Shareer ka nahi  par i nsaan aatma ka sundarta dekhta hai

Khoobsoorti  chehre par nahi  hoti  yeh toh di l  ki  roshni  hai 

Khoobsoorti  ek anubhav hai  dhyaan se dekhni  padti  hai

Aankhon se dekhne wal i  sundarta kuchh hi  pal  ki  hoti  hai 

Jaruri  nahi  ki  bhi tar se bhi  wahi  sundarta dekaai  deti  hai

Duni yan ki  khoobsoorat cheez di l  mei n hi  ghul  mil  jaati  hai 

Sundar cheez pe yakeen banaaye rakhi ye yeh sachi  baat hai

Sangeet sunta, kavi ta padhta j o apna purana tasveer dekhta hai 

Sundarta ka pari bhasha bhagwaan uske j holi  mei n daal  deta hai

Mai n toh Kabhi  koi  sundar wastu dekhne ke l i ye chookta nahi  hai 

Wah har chehre, har phool  aur aasmaan pe kudrat ka li khawat hai

Khoobsoorti  mei n maanav khud ko purnata ke satar pe dekhta hai 

Kuchh paristi thi yon mei n manov ek mi yaan mi thoo hi  bana fi rta hai

Ham saari  duni ya ghoomte rahe, muj he sundarta ki  talaash thi

Kabhi  mudd ke na dekha apne andar sab se badi  sundarta khadi  thi .

 

People love life and hate death because life is a

beautiful lie and death is a painful truth.