Samay samay ka hai fera aur samay ki
hi hai ye baat
Din nikalta hai samay sey aur samay
sey hoti hai raat
Samay samay ki baat hai aur samay
samay ka hai fer
Magar samay ko badalney mein lagti
nahin kuch der
Mera sab samay to badal gaya unke
nidhan ke baad
Tab maine jana ki samay de jaati hai
insaan ko maat
Yaad aarahi hai unki yaari ab kabhi na
hogi mulakaat
Wo haanth choot gaya jo sab din sey
tha mere saath
Ji raha hoon unki hazaaron yaadon ke
sahaare yahan
Unke deedaar ke bina ab bada kathin
hai jina yahan
61 Dr Ram Lakhan Prasad
Love Is Fire Love Is Flame
Samay samay ka hai fera aur samay ki
hi hai ye baat
Din nikalta hai samay sey aur samay
sey hoti hai raat.