Hamaare iss toote huye jigar ko ab
yahan sahaaraa kawn dega
Toofan mein kasti hai meri ab isko
kinaaraa kawn dega
Na jaane kis mod pe la di hai mujh ko
meri ye jindgi
Na jane kyun adhoori rah gayi hai
jeewan ki sabhi kahani
Jab unka haanth mere haanthon mein
tha tab ham mauj udate thea
64 Dr Ram Lakhan Prasad
Love Is Fire Love Is Flame
Par ab ham kawn raah pe chaley yahan
mujhe sahaaraa kawn dega
Hamaare iss toote huye jigar ko ab
yahan sahaaraa kawn dega
Main to chal raha hoon yahan par mere
saath ab meri tanhaiyan hain
Mere takdeer ne dhokha diya mere raah
mein lakhon ruswaiyan hain
Main pyar kiya tha jeewan bhar unke
saath bitane ke liye
Hamari jeewan bani thi kabhi hansne
aur kabhi rone ke liye
Unke pyar me bahut khushi thea par
wo to rula ke chali gayi
Ab kisi se kya sikwa karoon jo jindgi hi
bikhar gayi
Ab mere aansoo bhare aankhon ko
khushiyon ka nazaara kawn dega
Hamaare iss toote huye jigar ko ab
yahan sahaaraa kawn dega
Ham ne pyar mein bahut kuch paya tha
par ab unhen kho diya
Phir wo khushi dhondhte hain par ab
un ki judai ne rula diya
Mere gam ke haalaat mein jo bathe
rahte hain mere aankhon se aansoo
65 Dr Ram Lakhan Prasad
Love Is Fire Love Is Flame
Jindgi mein pahle kabhi nahin bahaai
thi inn aankhon ne ye aansoo
Mujhe to jays eek saja mili hai unka
saath chorne ke liye
Yeh kahan ka insaaf hai main tarasta
hoon unko milne ke liye
Ab kawn samjhega mera dukh dard aur
kawn mera saath dega
Hamaare iss toote huye jigar ko ab
yahan sahaaraa kawn dega
Ghar bante hain eenth patthar lakdi
lohe se yeh baat to jahir hai
Par aanshiyan banaayi jaati hai sirf
mohabbat se ye bhi jahir hai
Main pagal ho gaya ya mujhe pyaar ho
gaya tha hamne yeh suna tha
Mere gawaar kathor dil ko mere dilwar
ne badal kar sawaara tha
Mere dil ki jameen sookhi padi thi jane
kitne muddaton se
Ban ke ghataayen pyaar ki unhon ne
barsaat kiya apne tan mann se
Ayse mohabbat ki shuruaat huyi kya
pataa tha takdeer dhokha dega
Hamaare iss toote huye jigar ko ab
yahan sahaaraa kawn dega
66 Dr Ram Lakhan Prasad
Love Is Fire Love Is Flame
Unki madhur yadon ko bhulaane ki
koshishen sab bekaar hoti hain
Aysa lagta hai apne hi haanthon apne
takdeer ko mitaa raha hoon main
Ab to apne aap ko apni hi dukh ki
kahani suna raha hoon main
Ab hamari sabhi pehchaan log mere
diwaangi se hi jaan lete hain
Ham roj akele mein miltey hain par ab
kuch kahte sunte nahi hain
Roj mere saamney unki tasveeren meri
dhadkan badhaaney aa jaati hain
Mere in haalaaton pe hansna na yaro
mujhe kya pataa isq dhokha dega
Lakhan ke iss toote huye jigar ko ab
yahan sahaaraa kawn dega?
Tumhe Rakha Hai Palko Mein
Tumhe rakha hai palkon pe Tumhe socha
hai sapno mein
Chhudalo hath to jaane Tumhe baandha
hain saanso mein
67 Dr Ram Lakhan Prasad
Love Is Fire Love Is Flame
Tumhe paata hoon paas apne Jahan se bhi
guzarta hoon
Main khusboo ki tarah harpal Tumhe
mehsoos karta hoon
Tumhe rakha hai palkon pe Tumhe socha
hai sapno mein
Chhudalo hath to jaane Tumhe baandha
hain saanso mein
Woh waadi jis jagah tum ho Woh mere dil
ke andar hain
Tumhara iss bar juda hona Hamaare bas
ke bahar hain
Tumhe rakha hai palkon pe Tumhe socha
hai sapno mein
Chhudalo hath to jaane Tumhe baandha
hain saanso mein
Udhar sabkuchh idhar dil hai Udhar
duniya idhar tum ho
Mujhe duniya se kyaa lena Udhar main
hoon jidhar tum ho
Mere ehsass mein tum ho Mere chaaron
taraf tum ho
68 Dr Ram Lakhan Prasad
Love Is Fire Love Is Flame
Tumhe rakha hai palkon pe Tumhe socha
hai sapno mein
Chhudalo hath to jaane Tumhe baandha
hain saanso mein.