KOI KHARIDDAR BHEJ
DE
Ab is jahan mein bedili ke siwa aur kuchh
aarjoo nahin rahe
Mere dil yeh yaad rakh jab wo nahi rahe to
ham kayse rahe
Unka saath jannat tha jo hamko lakhon mein
kabil bana diya
Dil jinko apna banaya tha usko parwar digar
ne juda kar diya
Is dil 19ura saikadon sikwe unke chahat ke
lachak rahen hain
Is kaleje par hazaron teer unke khayalon ke
chubh rahe hain
Ab mere bagiche mein lagta nahi dil aur
ghabrata hai yeh jiya
Ab kahan le jaawoon is toote dilko jahan mil
jayen mere piya
He rab kahin se koi mera ye gham mitane
wala aujar bhej de
Ab to yeh dil bhi bechata hoon kyun na koi
khariddar bhej de.
@
Sheesha toote par kabhi kisi ka dil na tootane
paaye,
Sheesha to phir mil jaayega dil ko kis bazaar
se laaye?