Tanhaai - An Accolade and a Homage to Saroj by Dr Ram Lakhan Prasad - HTML preview

PLEASE NOTE: This is an HTML preview only and some elements such as links or page numbers may be incorrect.
Download the book in PDF, ePub, Kindle for a complete version.

JIS DIN SE GAYE HAIN

AAP

 

Jindagi mein kuchh pal aise bhi aate hain

kuchh hasaate hain kuchh rulaate hain,

Hamto sanam ko yaad karte rahenge yahan

par log to naam tak bhool jaate hain.

Tumse koi gila nahin hai mujhe to mere

kismet ne dhokha de diye hain,

Nikla tha khushiya khojne par tum kho gayi

aur meri sukh lut gayi hain.

Tere bina ham jina bhi bhool gaye hain jakhm

is seene mein bhar gayi hai,

Jabse gaye hain aap is jindagi se meri to sari

duniya hi badal gayi hai.

 

Paagal Kahate Hain

 

Ab to shabnam se mera haanth jal jaata hai to

aag se kyun daroon,

Phoolon se bhi ab ghayal ho jaata hoon to

kaanton ko kya karoon.

Mere is soone jeewan mein ab bas do hi

raasten nazar aaten hain, 

  Ab apne tanhai mein ham ro lete hain ya log

hamko paagal kahte hain.

 

@