Tanhaai - An Accolade and a Homage to Saroj by Dr Ram Lakhan Prasad - HTML preview

PLEASE NOTE: This is an HTML preview only and some elements such as links or page numbers may be incorrect.
Download the book in PDF, ePub, Kindle for a complete version.

THOKAREN KHAKE

SAMBHAL JAAUNGA

 

Mere taqdeer mein ab jalna hai to main yahan

jalta hi rahunga,

 Koi bewafa premi nahin hoon ki apne waade

se badal jaaunga.

Jitni bhi aag bhar do mere is seene mein

cheekh bhi na karunga,

Main waysa mom sa premi to nahi hoon jo

dard se pighal jaaunga.

Dard to mere seene mein itna 37ura b

ghabraake machal jaaunga,

 Dukh bhari hai is jigar mein aah banaakar

pehalu se nikaal jaaunga.

Ab koi mujhe samjhao nahin kisi ki baat

kahan main ab maanunga, 

Main ayse apne bache din khud hi thokare

khake sambhal jaaunga.

 

@

 

TERI JHEEL SI WO AANKHEN AB MUJHE

DEKHTI KYUN NAHIN,

AB MAIN KISKO APNA KAMAL KAHOON YEH

MAALOOM NAHIN.

JALNE LAGENGE LOG JAB PADHENGE YEH

NAZRAANE KAHIN,

JITNA BHI MAIN LIKHTA HOON YEH MERE

LIYE AASAAN NAHIN.