Tanhaai - An Accolade and a Homage to Saroj by Dr Ram Lakhan Prasad - HTML preview

PLEASE NOTE: This is an HTML preview only and some elements such as links or page numbers may be incorrect.
Download the book in PDF, ePub, Kindle for a complete version.

MUMKIN HAI AASAAN

NAHIN

 

Yeh maana ki aap hamare saath nahin chalo

koi baat nahin,

Aap ki swarg niwaas shubh ho yeh mere bas

ki baat nahin.

 

Aajkal sab kuchh sahna kuchh na kahana

bahut mushkil hai,

Aapse bichhad ke yahan jinda rahana ab

kitna mushlik hai.

 

Is dil ka sheesha toot gaya waqt bhi hamse

rooth gaya hai,

Jis raah par ham saath chale the wo raasta

badal gaya hai.

 

Unhi rahon 50ura  main tanha hoon chalna

bhi mushkil hai,

Jamaana hamse door hua hai kisi ko

pehchaanna mushkil hai.

 

Mere kadmon 50ura b50 waqt chalta hai ab

wayse haalaat nahin, 

Sab hai gawara mujhko par tumse door

rahana sahana nahin.

 

Lakhan yahan chahe kitna raahe badle koi

rah aasaan nahin,

Is pyaar ko mitaana mumkin nahin ye sadion

se 51ura b51 se nahin.

Yeh dil bhi tumhara hai jaanum yeh jaan bhi

tumhara hai, 

Tumse bichhad ke jinda rahna mumkin hai

aasaan nahin hai. 

 

@

 

 

Ab meri is doobi huyi naiya ka kinaara ho tum

Ab mere is jindagi ka aakhari anjaam ho tum

Yun toh har mushkil ko paar karne ki himmat

hai mujh mein

Kyun ki agle janam ki meri priyetam ho tum. 

 

img7.png