Tanhaai - An Accolade and a Homage to Saroj by Dr Ram Lakhan Prasad - HTML preview

PLEASE NOTE: This is an HTML preview only and some elements such as links or page numbers may be incorrect.
Download the book in PDF, ePub, Kindle for a complete version.

YAADEN RAH GAYE

 

Hazaaron nagmein hain par kuchh shikwe bhi

hain,

Na jaane kitne kisse hain aur kitne baaten bhi

hain,

Ham kuchh baaten bhool gaye par bahut yaad

hain,

 

Lekin unki sabhi yaaden yaad aati hi rahti

hain.

Yeh sabhi madhur yaaden dil O janam ke hi

hain,

Unke chale jaane ke baad yaad aati hi rahti

hain.

Yeh sab yaaden ab mere dil ke kareeb rahti

hain,

Hamara jeewan ab to us dariya ka paani hai,

Wo paani beh jaayega par yaaden rah jaati

hai.

Is duniyan mein unka yun aana aur phir

chale jana,

Hamko barbaad karma aur phir hamko

tadpaa jana.

Aaye to lakhon pyaar laaye gaye to sab le kar

gaye,

Unki yaaden hi rah gayi hain bas yaaden hi

rah gaye.