November 1959
Kavita sachi bhawnaawon ka ek chitran hai
Aur sacchi bhawnaayen chaahe wo dukh ki
hai
Ya sukh ki, wo usi samay sampann hoti hain
Jab ham dukh ya sukh ka anubhav karte hain
(Munshi Premchand)
@
Na jaane kyun main banaataa raha ret ke
mahal jindagi bhar
Kyun na yeh socha ki ek din wo sab rah
jaayega bhikhar kar
Apne mohabbat ka izhaar kiya tha bahut maan
izzat se main
Yeh na pata tha ki yeh bhi bikhar jaayega yahi
jamane mein
Pal pal unke baare mein socha raha har pal
unko khojta raha
Ek din unko paayaa tha par ab unko khone se
yeh dil ro raha.