The Treasury of Memories by Dr Ram Lakhan Prasad - HTML preview

PLEASE NOTE: This is an HTML preview only and some elements such as links or page numbers may be incorrect.
Download the book in PDF, ePub, Kindle for a complete version.

MY HINDI VERSES

 

De Sahara Mujhe 

 

Tere Lakhan ne Saroj pukara tujhe

Thokaron se bacha, de sahara mujhe

Mel hoga tera wo din bhi zurur aayega

Jab tera gham khushi me badal jaayega

Aaj gham hai to kya wo din zurur aayega

Jab tera gham khushi me badal jaayega

Ye jahan dhoop chaaun ka ek khel hai

Is me gham aur khushi ka zara mel hai

Tu yaqeen kar mera wo din zurur aayega

Jab tera gham khushi me badal jaayega

Tujh ko manzil pe le aayegi zindagi

Teri aankhon mein aansoo n honge kabhi 

Hai meri duaa wo din bhi zurur aayega

Jab tera gham khushi me badal jaayega

Meri taqdeen ne din dikhaya mujhe

Log mujh ko bhikhari samajh ne lage

Kya kisi se gila wo din bhi zurur aayega

Jab tera gham khushi me badal jaayega.