KUCHH NA SOOJHE
Subah ho ya shaam ho din ho ya phir unjeri
raat ho
Main bheed mein hoon ya tanhaai mein fark
na ho
Yeh dil khojta hai tumko meri jaan tum
kahaan ho
Tumhaare liye yeh dil mera dhadakta hai tum
kahaan ho
Tere aasmaan mein chaand hai taare hai par
tum kahaan ho
Yahaan jameen pe ham tadap rahen hain par
tum kahaan ho
Yeh dil tujhko hi chaahe tujhko hi pooje
tujhko hi khoje
Ab Saroj ko paana kathin hai Lakhan ko
kuchh na soojhe
@
Pichhle teen warshon mein har waqt dooba
raha Saroj ke khayaalon mein main
Bhale hamko pukaarta koi aur tha lekin
aawaaz sab din Saroj ki suntaa tha main.