Tanhaai - An Accolade and a Homage to Saroj by Dr Ram Lakhan Prasad - HTML preview

PLEASE NOTE: This is an HTML preview only and some elements such as links or page numbers may be incorrect.
Download the book in PDF, ePub, Kindle for a complete version.

YAHEE MERI JINDAGI

HAI

Ab chahe laakh roshni ho jaaye lekin is dil

mein andhera to hai,

Roz suraj chadhta to hai lekin usko smandar

mein utarna to hai.

Main jo kal khushi se jhoom rahaa tha aaj yeh

maatam kyun hai?

Hamare raahon mein aaj kaanten bichhe hain

yeh aysa kyun hai?

Unke jaane ke baad jo jakham ho gaye 74ura

b74 bharna bhi to hai,

Chaahe ab laakh jatan karen ham ko inhi

raahon se gujarnaa hai.

Wo mere na rahe lekin ham kisi aur ke ho

jaayen ye baat nahi hai,

Ham to unke the aur unke hi rahenge ab to

yahee meri jindagi hai.

 

@

 

img9.png