Tanhaai - An Accolade and a Homage to Saroj by Dr Ram Lakhan Prasad - HTML preview

PLEASE NOTE: This is an HTML preview only and some elements such as links or page numbers may be incorrect.
Download the book in PDF, ePub, Kindle for a complete version.

TUM HO KUCHH DIN KE

MEHMAAN

 

Khoi khoi si raahen hain jaage jaage sapne

hain

Jab bhi ghar aataa hoon unki sapne aajaate

hain

Main rahta aur wo hoti hain sapne jhoot ho

jaate hain

Subhah hoti aur raat aajaati hai wo kyun nahi

aati hain

Tanhaai sataati hai Intazaar ki ghadiyan lambi

hoti jaati hain

Wo thi mann meet meri ab unki yaad bahut hi

aajaati hain

Ab main bhi hoon laachaar bahut thode din

ka hoon mehmaan

Unke sapne ab kam aate hain ab aysa kyun

hota hai naadaan

Toot gaye hain sab aasre aur toot chale hain

dil ke armaan

Lagan jo jigar mein aag lagaaye usko ham kya

kare bhagwaan

Samay se pahele kuchh nahi hota yeh yaad

rakho jajmaan

Tumhaari beda paar karenge tum ho kuch din

ke mehmaan.

 

@